Social Icons

Pages

Thursday 12 July 2012

Zindagi ki asli udaan


Zindagi ki asli udaan abhi baaki hai,
Zindagi ke kai Imtehaan abhi baaki hai,
Filhaal to naapi hai Muthi bhar zameen,
Abhi to saara Asmaan baaki hai…


Zindagi ki asli udaan abhi baaki hai,
Zindagi ke kai imtihann abhi baaki hai.
Abhi to napi hai muthi bhar zameen aapne,
Aage abhi saara aasman baaki hai.


Wo khud hi pura krta h manzil asmanon ki
Parindo ko nhi di jati talim udano ki
Rakhta h jo hausla asman chune ka
usko nhi hoti parwah zmane ki




No comments:

Post a Comment